Dil Main Ab Yun Tere Bhoole Huye Gham Aate Hain
Jaise Bichade Hue Kaabe Main Sanam Aate Hain
Ik Ik Kar Ke Hue Jaate Hain Taare Roshan
Meri Manzil Ki Taraf Tere Qadam Aate Hain
Raqs-E-May Tez Karo, Saaz Ki Lay Tez Karo
Su-E-Maikhana Safiraan-E-Haram Aate Hain
Kuch Hami Ko Nahin Ehasaan Uthaane Ka Dimaag
Wo To Jab Aate Hain Maail-Ba-Karam Aate Hain
Aur Kuch Der Na Guzre Shab-E-Furqat Se Kaho
Dil Bhi Kam Dukhta Hai Wo Yaad Bhi Kam Aate Hain
Amazon
Popular Posts
-
Besabab bat badhane ke zarurat kya hai hum khafa kab the manane ke zarurat kya hai aap ke dam se to duniya ka bharam hai qayam aap jab ha...
-
Dil Lagaakar Humein Yeh Samajh Aaya, Ki Dillagi Kise Kehte Hai Ishq Jise Kehti Hai Duniya, Woh Aashiqui Kise Kehte Hai
-
Us Ne Apna Hath Badhaya Hai Sirf Muje Thamne Ke Liye... Par,Us Ko Main Ye Kaise Kahoon... Ki Muje Haath Nhi,Sath Chahiye Hamesha Ke Liye...
-
Har Ek Chehre Pe Guman Uska Tha Basa Na Koi DiL Me Ye Khali Makan Uska Tha Tamam Dukh Mere DiL Se Mit Gaye Lekin Jo Na Mit Saka Wo Ek Naam U...
-
"मैं उस का हूँ वो इस एहसास से इंकार करता है भरी महफ़िल में भी रुसवा मुझे हर बार करता है यकीं है सारी दुनिया को खफा है मुझ से वो लेकि...
Visitors Count
Join Us Here
dil main ab yu
Dil Main Ab Yun Tere Bhoole Huye Gham Aate Hain
Jaise Bichade Hue Kaabe Main Sanam Aate Hain
Ik Ik Kar Ke Hue Jaate Hain Taare Roshan
Meri Manzil Ki Taraf Tere Qadam Aate Hain
Raqs-E-May Tez Karo, Saaz Ki Lay Tez Karo
Su-E-Maikhana Safiraan-E-Haram Aate Hain
Kuch Hami Ko Nahin Ehasaan Uthaane Ka Dimaag
Wo To Jab Aate Hain Maail-Ba-Karam Aate Hain
Aur Kuch Der Na Guzre Shab-E-Furqat Se Kaho
Dil Bhi Kam Dukhta Hai Wo Yaad Bhi Kam Aate Hain
Jaise Bichade Hue Kaabe Main Sanam Aate Hain
Ik Ik Kar Ke Hue Jaate Hain Taare Roshan
Meri Manzil Ki Taraf Tere Qadam Aate Hain
Raqs-E-May Tez Karo, Saaz Ki Lay Tez Karo
Su-E-Maikhana Safiraan-E-Haram Aate Hain
Kuch Hami Ko Nahin Ehasaan Uthaane Ka Dimaag
Wo To Jab Aate Hain Maail-Ba-Karam Aate Hain
Aur Kuch Der Na Guzre Shab-E-Furqat Se Kaho
Dil Bhi Kam Dukhta Hai Wo Yaad Bhi Kam Aate Hain
Blogger द्वारा संचालित.