main na hindu na musalaman mujhe jine do
dosti hai mera iman mujhe jine do
koi ehsaan na karo mujh pe to ahasan hoga
sirf itna karo ehsaan mujhe jine do
sab ke dukh dard ko apna samajh kar jina
bas yahi hai mera araman mujhe jine do
log hote hain jo hairan mere jine se
log hote rahen hairan mujhe jine do
Amazon
Popular Posts
-
Besabab bat badhane ke zarurat kya hai hum khafa kab the manane ke zarurat kya hai aap ke dam se to duniya ka bharam hai qayam aap jab ha...
-
Us ek haseen chehre ne humein tanha kar diya doston... varna hum to apne aap mein hi ek mehfil hua karte the...!!
-
अपने गुनाहों पर सौ पर्दे डालकर, हर शख़्स कहता है...."ज़माना बड़ा ख़राब है....!!!"
-
Wafa Ki Jung Mat Ladna Ye Bekaar Jati Hai Zamana Jeet Jata Hai Mohabbat Haar Jati Hai Hamara Tazkira Chhodo Hum Aise Log Hain Jin Ko ...
-
Na milega jab koi use hmari tarah chahne wala, bahut royega wo shakhs us din humein dobara pane ke liye….
Visitors Count
Join Us Here
main na hindu na musalaman
main na hindu na musalaman mujhe jine do
dosti hai mera iman mujhe jine do
koi ehsaan na karo mujh pe to ahasan hoga
sirf itna karo ehsaan mujhe jine do
sab ke dukh dard ko apna samajh kar jina
bas yahi hai mera araman mujhe jine do
log hote hain jo hairan mere jine se
log hote rahen hairan mujhe jine do
dosti hai mera iman mujhe jine do
koi ehsaan na karo mujh pe to ahasan hoga
sirf itna karo ehsaan mujhe jine do
sab ke dukh dard ko apna samajh kar jina
bas yahi hai mera araman mujhe jine do
log hote hain jo hairan mere jine se
log hote rahen hairan mujhe jine do
Blogger द्वारा संचालित.